ek ho gaye ham aur tum
- Movie: Bombay
- Singer(s): Chorus, Remo Fernandes
- Music Director: A R Rahman
- Lyricist: Mehboob
- Actors/Actresses: Manisha Koirala, Sonali Bendre, Arvind Swamy, Prasad
- Year/Decade: 1995, 1990s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
ek ho gaye ham aur tum
tuu u.D ga_ii nii.nde.n re
aur khanakii paayal mastii me.n to
ka.ngan khanake re
##chorus##:
(hammaa, hammaa
hammaa, hammaa, hammaa) -2
hai pahalii baar mile
tum pe dam ye nikale
tum pe (ye) javaanii dhiire-dhiire
maatam machale re
##chorus##:
(hammaa, hammaa
hammaa, hammaa, hammaa) -2
khilii chaa.Ndanii jaisaa ye badan
janaab milaa tumako
man me.n sochataa jaisaa ruup teraa
aayaa nazar hamako
sitam khulii-khulii ye, sanam gorii-gorii ye
baahe.n karatii hai yuu.N
hame.n tumane jab gale lagaayaa to
kho hii gaye ham to
##chorus##:
(hammaa, hammaa
hammaa, hammaa, hammaa) -2
ek ho gaye ... ... khanake re
(hammaa, hammaa
hammaa, hammaa, hammaa) -2
hai pahalii baar ... ... machale re
khulii zulf me.n, terii aa.Nkho.n me.n
madahosh ho gaye
gore gaal pe, bhiige ho.nTh pe
yaaraa fidaa ho gaye
sanam pyaar me.n, bhiigii raat me.n
pyaas jagaate rahe.n
khatam na ho sanam, pyaar kaa mausam
chaahat ba.Dhatii rahe
##chorus##:
(hammaa, hammaa
hammaa, hammaa, hammaa) -2
hammaa!!
Comments/Credits:
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Fri Jan 19 1996 % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)