ek bechaaraa pyaar kaa maaraa
- Movie: Waris
- Singer(s): Mohammad Rafi
- Music Director: R D Burman
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actors/Actresses: Hema Malini, Jeetendra
- Year/Decade: 1969, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
##dummy words##
( ek bechaaraa haa
pyaar kaa maaraa haa
raaho.n me.n terii dekh pa.Daa hai
Daal de jaanaa.N uu uu
zulfo.n kaa saayaa ) -2
( daaman na bachaa_o, nazare.n na churaao
behosh kar ke hosh me.n to laao ) -2
diiwaanaa ban chukaa huu.N afasaanaa naa banaao
ek bechaaraa haa
pyaar kaa maaraa haa
raaho.n me.n terii dekh pa.Daa hai
Daal de jaanaa.N uu uu
zulfo.n kaa saayaa
( pahaluu me.n biThaa lo, aa.Nkho.n me.n chhupaa lo
ai shaah-e-hasiinaa bismil kii duaa lo ) -2
kab tak rahoge tanhaa saathii ko_ii banaa lo
ek bechaaraa haa
pyaar kaa maaraa haa
raaho.n me.n terii dekh pa.Daa hai
Daal de jaanaa.N uu uu
zulfo.n kaa saayaa