ek ba.njaaraa gaae, jiivan ke giit sunaae
- Movie: Jeene Ki Raah
- Singer(s): Mohammad Rafi
- Music Director: Laxmikant, Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actors/Actresses: Tanuja, Jeetendra
- Year/Decade: 1969, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
ek ba.njaaraa gaae, jiivan ke giit sunaae
ham sab jiine vaalo.n ko jiine kii raah bataae
zamaane vaalo kitaab-e-Gam me.n
khushii kaa koI fasaanaa Dhuu.NDho
ho o o o ... aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu bhii aae
vo aakar muskaae
sabhii ko dekho nahii.n hotaa hai
nasiibaa raushan sitaaro.n jaisaa
sayaanaa vo hai jo patajha.D me.n bhii
sajaa le gulashan bahaaro.n jaisaa
ho o o o ... kaagaz ke phuulo.n ko bhii
jo mahakaa kar dikhalaae
Comments/Credits:
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Shailesh (spatel@cup.hp.com) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)