Browse songs by

do naino.n me.n aa.Nsuu bhare hai.n

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

do naino.n me.n aa.Nsuu bhare hai.n
ni.ndiyaa kaise samaa_e

%% interlude begins with an instrument similar to saarangi .. but not quite...
%% continued by small sarod piece with piano keys pitched at the chord points
%% finally .. tons of high pitch violins takes over ........

Duubii-Duubii aa.Nkho.n me.n sapano.n ke saa_e
raat bhar apane hai.n din me.n paraa_e
kaise naino.n me.n ni.ndiyaa samaa_e

do naino.n me.n aa.Nsuu bhare hai.n
ni.ndiyaa kaise samaa_e

%% a sensitive sitaar tune, taken over by gush of smooth high pitch violins...

jhuuThe tere vaado.n pe baras bitaa_e
zi.ndagii to kaaTii ye raat kaT jaa_e

kaise naino.n me.n ni.ndiyaa samaa_e...
do aa.Nsuu me.n t... aa.Nsuu bhare hai.n
ni.ndiyaa kaise samaa_e

Comments/Credits:

			 % Transliterator: Rajiv Shridhar  
% Date: 08/03/1995
% Credits: Prince Kohli 
%          Anand Tiwari 
%          Arun Verma 
%          Neeraj Deshmukh  
% Comments: Excerpted from "Magic Moments R.D. Burman - Gulzar - XIII"
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image