Browse songs by

do diivaane shahar me.n

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

##Dialogs first: ##
bhU: ek diivaanaa shahar me.n
rU: ek diivaanaa nahii.n, ek diivaanii bhii
bhU: ## Hmm? hmm-hmm. [it is hard to transcribe sounds! :-)] ##

## then the song starts: ##
bhU: do diivaane shahar me.n, raat me.n aur dopahar me.n
aab-o-daanaa Dhuu.NDhate hai.n ek aashiyaanaa Dhuu.NDhate hai.n
rU: do dIvaane shahar me.n, raat me.n aur dopahar me.n
aab-o-daanaa Dhuu.NDhate hai.n ek aashiyaanaa Dhuu.NDhate hai.n

rU: in bhUlabhula{}iyA galiyo.n me.n, apanA bhI koI ghar hogA
ambar pe khulegI khi.DakI yA, khi.DakI pe khulA ambar hogA
bhU: in bhUlabhula{}iyA galiyo.n me.n, apanA bhI koI ghar hogA
ambar pe khulegI khi.DakI yA, khi.DakI pe khulA ambar hogA
asamAnI ra.ng kI A.Nkho.n me.n
rU: asamAnI yA AsamAnI?
bhU: asamAnI ra.ng kI A.Nkho.n me.n
basane kA bahAnA DhU.nDhate hai.n, DhU.nDhate hai.n
rU: aabodAnA DhU.nDhate hai.n ek aashiyAnA DhU.nDhate hai.n

bhU: jab taare zamI.n par chalate hai.n
rU: taare, aur zamI.n par?
bhU: ## of course ##
bhU: jab taare zamI.n par chalate hai.n
rU: ## Hmmm hmmm ##
bhU: AkAsh zamI.n ho jaatA hai
rU: A aa aa
bhU: us raat nahI.n phir ghar jaatA, vo chaa.nd yahI.n so jaatA hai
rU: jab taare zamI.n par chalate hai.n
AkAsh zamI.n ho jaatA hai
us raat nahI.n phir ghar jaatA, vo chaa.nd yahI.n so jaatA hai
bhU: pal bhar ke liye
rU: pal bhar ke liye
bhU: pal bhar ke liye in A.Nkho.n me.n ham ek zamAnA DhU.nDhate hai.n, DhU.nDhate hai.n
rU: aabodAnA DhU.nDhate hai.n ek aashiyAnA DhU.nDhate hai.n

% Part 2:

ek akelaa is shahar me.n, raat me.n aur dopahar me.n
aab-o-daanaa Dhuu.NDhataa hai, aashiyaanaa Dhuu.NDhataa hai

din khaalii khaalii bartan hai, aur raat hai jaise a.ndhaa ku.Nvaa
in suunii andherii aa.Nkho.n me.n, aa.NsU kii jagah aataa hai.n dhu.N_aa
jiine kii vajah to ko_ii nahii.n, marane kaa bahaanaa Dhuu.NDhataa hai
ek akelaa is shehar me.n

in umr se lambii sa.Dako.n ko, manzil pe pahu.Nchate dekhaa nahii.n
bas dau.Datii phiratii rahatii hai.n, ham ne to Thaharate dekhaa nahii.n
is ajanabii se shehar me.n, jaanaa pahachaanaa Dhuu.NDhataa hai
ek akelaa is shehar me.n

Comments/Credits:

			 % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% 		Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Dinesh K. Prabhu (prabhu@amelia.nas.nasa.gov)
%          Rajan P. Parrikar (parrikar@mimicad.Colorado.EDU)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image