din hai.n bahaar ke tere mere iqaraar ke
- Movie: Waqt
- Singer(s): Chorus, Asha Bhonsle, Mahendra Kapoor
- Music Director: Ravi
- Lyricist: Sahir Ludhianvi
- Actors/Actresses: Shashikala, Shashi Kapoor, Sunil Dutt, Balraj Sahni, Sharmila Tagore, Sadhana, Raj Kumar
- Year/Decade: 1965, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image
aa : ( din hai.n bahaar ke tere mere iqaraar ke
dil ke sahaare aa jaa pyaar kare.n ) -2
ma : dushman hai.n pyaar ke jab laakho.n Gam sa.nsaar ke
dil ke sahaare kaise pyaar kare.n
aa : ( duniyaa kaa bojh zaraa dil se utaar de
chhoTii sii zi.ndagii hai ha.ns ke guzaar de ) -2
ma : apanii to zi.ndagii jiitii hai jii ko maar ke
dil ke sahaare kaise pyaar kare.n
aa : din hai.n bahaar ke tere mere iqaraar ke
dil ke sahaare aa jaa pyaar kare.n
ma : ( achchhaa nahii.n hotaa yuu.Nhii sapano.n se khelanaa
ba.Daa hii kaThin hai haqiiqato.n ko jhelanaa ) -2
aa : apanii haqiiqate.n mere sapano.n pe waar ke
dil ke sahaare aa jaa pyaar kare.n
ma : dushman hai.n pyaar ke jab laakho.n Gam sa.nsaar ke
dil ke sahaare kaise pyaar kare.n
aa : ( aisii waisii baate.n sabhii dil se nikaal de
jiinaa hai to kashtii ko dhaare pe Daal de ) -2
ma : dhaare kii god me.n ghere bhii hai.n majhadhaar ke
dil ke sahaare kaise pyaar kare.n
aa : ( din hai.n bahaar ke tere mere iqaraar ke
dil ke sahaare aa jaa pyaar kare.n ) -2
Comments/Credits:
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com