dillii kii galiyo.n me.n
- Movie: Doli
- Singer(s): Durrani, Zohrabai Ambalewali
- Music Director: Ghulam Mohammad
- Lyricist: Nazim Panipati
- Actors/Actresses: Wasti, Sulochana Chaterjee
- Year/Decade: 1947, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

zoharaa :
dillii kii galiyo.n me.n jiyaa naahii laage
mai.n to dekhuu.Ngii bamba_ii
vaadaa karake biit gaye hai maarch, aprail aur ma_ii
mai.n to dekhuu.Ngii bamba_ii ...
du : are dillii naa chho.D ye to apanaa hai des
zo : chale.n ham tum bamba_ii wahaa.N dekhe.nge ##race##
du : yahaa.N dil ke tamaashe, yahaa.N naino.n ke khel
yahaa.N qutub saab kii laaT
zo : wahaa.N daadar aur parel
mil jaae.nge us nagarii me.n tere jaise ka_ii
mai.n to dekhuu.Ngii bamba_ii ...
du : yahaa.N sakhiyaa.N bhii hai.n, torii mai.nyaa bhii hai
yahaa.N torii nanadiyaa kaa bhaiyaa bhii hai
zo : wahaa.N izzat bhii hai aur rupaiyaa bhii hai
wahaa.N saigal bhii hai aur suraiyaa bhii hai
kyaa karuu.Ngii dillii me.n mai.n
ya_ii ya_ii ya_ii ya_ii ya_ii
mai.n to dekhuu.Ngii bamba_ii ...
Comments/Credits:
% Date : 01 March 2004 % Comments : GEETanjali Series
