dil ye kahataa hai kaano.n me.n tere
- Movie: Phool Aur Kaante
- Singer(s): Udit Narayan, Alisha Chinoy
- Music Director: Nadeem, Shravan
- Lyricist: Sameer
- Actors/Actresses: Ajay Devgan, Madhu
- Year/Decade: 1991, 1990s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
dil ye kahataa hai kaano.n me.n tere tho.Daa kariib aa ke baaho.n me.n terii
dhiire se mai.n ek baat kahuu.n ##I love you, I love you, I love you, I love you##
mai.n chuum rahaa huu.N ye lab tere tuu paas aane de
dha.Dak rahaa hai dil meraa tuu duur jaane de
mujhako aise ta.Dapaa_o naa mujhako aise bahakaa_o naa
dil ye kahataa hai ...
khushbuu u.Dii havaa chalii samaa.n badal gayaa
tujhase merii nazar milii to dil machal gayaa
gha.Dakan merii kyaa gaatii hai ye raaz-e-vafaa batalaatii hai
dil ye kahataa hai ...