dil se dil kii Dor baa.Ndhe chorii\-chorii jaane
- Movie: Chhaya
- Singer(s): Lata Mangeshkar, Mukesh
- Music Director: Salil Choudhary
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actors/Actresses: Sunil Dutt, Asha Parekh
- Year/Decade: 1961, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
mu : dil se dil kii Dor baa.Ndhe chorii-chorii jaane
ham-tum tum-ham sa.ng-sa.ng chale ( aaj kahaa.N ) -2
la : dil se dil kii Dor ...
mu : qadam milaakar chale udhar le ke chale ye pyaar jidhar
la : pyaar ke raahii tuu hii bataa Katm kahaa.N hogaa ye safar
mu : jahaa.N pe gaa_e dil kii saragam jhuum jhuum ko_ii
ham-tum tum-ham ...
la : na_ii sii duniyaa nayaa samaa.N chhupaa hu_aa thaa pyaar kahaa.N
mu : chhupaa hu_aa thaa yahii.n-kahii.n Kabar ye dil ko magar nahii.n
la : haTaa_o paradaa pyaar jagaa chalo basaa le.n
ham-tum tum-ham sa.ng-sa.ng ek ( nayaa jahaa.N ) -2
do : dil se dil kii Dor ...