dil meraa kho gayaa ... kho jaane do
- Movie: Seema
- Singer(s): Asha Bhonsle, Kishore Kumar
- Music Director: Shankar, Jaikishan
- Lyricist: Verma Malik
- Actors/Actresses: Rakesh Roshan, Simi Garewal, Kabir Bedi, Bharati
- Year/Decade: 1971, 1970s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

ki : dil meraa kho gayaa
aa : kho jaane do
ki : pyaar ab ho gayaa
aa : ho jaane do
aa : dil meraa kho gayaa
ki : kho jaane do
aa : pyaar ab ho gayaa
ki : ho jaane do
aa : dil meraa kho gayaa ...
aa.Nchal se lipaTo naa zulfe.n u.Daa_o naa
duur se baat karo gale lagaa_o naa
aa.Nchal se lipaTo naa
ki : naa naa
aa : zulfe.n u.Daa_o naa
ki : naa naa
aa : duur se baat karo gale lagaa_o naa
ki : pyaar kii baat nahii.n ye bhii ko_ii baat hai
haatho.n me.n haath nahii.n kaisaa ye saath hai
aa : ruup sharamaa gayaa
ki : sharamaane do
pyaar ab ho gayaa ...
ki : gore maathe pe aisaa Tiikaa suhaanaa hai
phuul pe soyaa jaise shabanam kaa daanaa hai
gore maathe pe aisaa
aa : naa naa
ki : Tiikaa suhaanaa hai
aa : naa naa
ki : phuul pe soyaa jaise shabanam kaa daanaa hai
aa : karake taariif merii mujhako banaa_o naa
asalii jo baat hai vo baat banaa_o naa
ki : dil me.n kuchh ho rahaa
aa : ho jaane do
ki : pyaar ab ho gayaa ...
