dil lagaa ke qadar ga_ii pyaare
- Movie: Kaala Paani
- Singer(s): Asha Bhonsle, S D Burman
- Music Director: S D Burman
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actors/Actresses: Nalini Jaywant, Dev Anand, Madhubala
- Year/Decade: 1958, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
aa : aa aa aa
uu uu uu
( dil lagaa ke
qadar ga_ii pyaare ) -2
dil lagaa ke
puuchhe naa ko_ii phiruu.N besahaare -2
dil lagaa ke qadar ga_ii pyaare
dil lagaa ke
sa : dhin ta dhaa
ta ta ta dhaa
aa : bolii bole duniyaa saarii
mai.n raajaa tumase haarii
kyaa karuu.N mai.n nainaamaarii
kaho naa kyaa karuu.N mai.n nainaamaarii
ko_ii kuchh pukaare -2
dil lagaa ke qadar ga_ii pyaare
dil lagaa ke -3
sa : dhin ta dhaa
ta ta ta dhaa
aa : naa ko_ii saathii naa ko_ii belii
so_uu.N-jaaguu.N mai.n akelii
suunii sejiyaa suunii havelii
dekho naa suunii sejiyaa suunii havelii
ye sochaa thaa man me.n basuu.Ngii tihaare
dil lagaa ke qadar ga_ii pyaare
dil lagaa ke
puuchhe naa ko_ii phiruu.N besahaare
dil lagaa ke qadar ga_ii pyaare