dil ke sannaaTe khol kabhii
- Movie: Filhaal
- Singer(s): Palash Sen
- Music Director: Anu Malik
- Lyricist: Gulzar
- Actors/Actresses: Sushmita Sen, Tabu, Sanjay Suri, Palash Sen
- Year/Decade: 2002, 2000s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
dil ke sannaaTe khol kabhii
tanhaa_ii tuu bhii bol kabhii
parachhaa_iiyaa.n chunataa rahataa hai
kyuu.N rishte bunataa rahataa hai
o in vaado.n ke piichhe ko_ii nahii.n
kyuu.N vaade bunataa rahataa hai
dil ke sannaaTe khol ...
bujh jaa_e.Ngii saarii aavaaze.n
yaade.n yaade.n rah jaa_e.Ngii
o tasviire.n bache.ngii aa.Nkho.n me.n
aur baate.n sab bah jaa_e.Ngii
dil ke sannaaTe khol ...