Browse songs by

dil kaa diyaa jalaa ke gayaa

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

(dil kaa diyaa jalaa ke gayaa,
ye kaun merii tanhaaii me.n) -2
soye naGame jaag uThe, ho.nTho.n kii sehanaaii me.n
dil kaa diyaa ...

(pyaar aramaano.n kaa dar khaTakaa_e
Kvaab jaagii aa.Nkho.n se milane ko aaye)-2
kitane saaye Dol pa.De, suunii sii a.nganaaii me.n
dil kaa diyaa ...

(ek hii nazar me.n nikhar ga_ii mai.n to,
aainaa jo dekhaa sa.nvar ga_ii mai.n to)-2
tan pe ujaalaa phail gayaa, pahalii hii a.nga.Daaii me.n
dil kaa diyaa ...

(kaa.Npate labo.n ko mai.n khol rahii huu.N,
bol vahii jaise ke bol rahii huu.N)-2
bol jo Duube se hai.n kahii.n, is dil kii gaharaaii me.n
dil kaa diyaa ...

Comments/Credits:

			 % Transliterator:Srinivas Ganti 
% Date:13 September, 2001 
% Comments:LATAnjali 
% Credits:Abhay Phadnis, Urzung Khan, V.S Rawat
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image