Browse songs by

diiwaaro.n kaa ja.ngal jisakaa aabaadii hai naam

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

diiwaaro.n kaa ja.ngal jisakaa aabaadii hai naam
baahar se chup-chup lagataa hai a.ndar hai koharaam

diiwaaro.n ke is ja.ngal me.n bhaTak rahe insaan
apane-apane ulajhe daaman jhaTak rahe insaan
(apanii vipadaa Cho.Dake aaye)-2
kaun kisii ke kaam
baahar se chup-chup lagataa hai a.ndar hai koharaam

(siine Kaalii aa.Nkhe.n suunii cheharo.n par hairaanii) -2
jitane ghane ha.ngaame isame.n utanii ghanii viiraanii
(raate.n kaalii subahe.n mujrim) -2
mulzim hai har shaam
baahar se chup-chup lagataa hai a.ndar hai koharaam

Comments/Credits:

			 % Contributor: George Thomas (georgethomas@despammed.com)
% Transliterator: George Thomas (georgethomas@despammed.com)
% Editor: Vinay P Jain
% Date: Dec 26, 2002
% Series: Tere Hamsafar Geet Hain Tere (THGHT)
% Comments: The song was never used in the film. An instrumental
%           fragment, however, can be heard during the split screen
%           as Vijay (Amitabh) remembers his mother guiding him and
%           his brother on the cruel streets of Bombay.
% generated using giitaayan
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image