Browse songs by

diivaanaa mujhasaa nahii.n is ambar ke niiche

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

diivaanaa mujh saa nahii.n is ambar ke niiche -2
aage hai qaatil meraa aur mai.n piichhe-piichhe
diivaanaa mujh saa ...

paayaa hai dushman ko jab se pyaar ke qaabil
tab se ye aalam hai rastaa yaad na ma.nzil
nii.nd me.n jaise chalataa hai ko_ii chalanaa yuu.N hii aa.Nkhe.n mii.nche
diivaanaa mujh saa ...

hamane bhii rakh dii hai.n kal pe kal kii baate.n -2
jiivan kaa haasil hai.n pal do pal kii baate.n
do hii gha.Dii kaa saath rahegaa karanaa kyaa hai tanahaa jii ke
diivaanaa mujh saa ...

Comments/Credits:

			 % Credits: Ashok Dhareshwar
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image