dhiimii dhiimii bhiinii bhiinii
- Movie: 1947 Earth
- Singer(s): Hariharan
- Music Director: A R Rahman
- Lyricist: Javed Akhtar
- Actors/Actresses: Aamir Khan, Nandita Das, Rahul Khanna
- Year/Decade: 1999, 1990s
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image
hmmm.. hmmm... hmmm...
dhiimii dhiimii bhiinii bhiinii
khushabuu hai teraa badan
sulage mahake pighale dahake
kyuu.N na bahake meraa man
sulage mahake pighale dahake
kyuu.N na bahake meraa man
vo chalii havaa ke nashaa ghulaa
hai samaa bhii jaise dhu_aa.N dhu_aa.N
teraa ruup hai ke ye dhuup hai
khule baal hai.n ke hai.n badaliyaa.N
tuu jo paas hai mujhe pyaas hai
tere jism kaa ehasaas hai
tuu jo paas hai mujhe pyaas hai
tere jism kaa ehasaas hai
tuu jo paas hai mujhe pyaas hai
hmmm.. hmmm... hmmm...
dhiimii dhiimii bhiinii bhiinii
khushabuu hai teraa badan
sulage mahake pighale dahake
kyuu.N na bahake meraa man
sulage mahake pighale dahake
kyuu.N na bahake meraa man
saa.Ns bhii jaise ruk sii jaatii hai
tuu jo paas aaye to aa.Nch aatii hai
dil kii dha.Dakan bhii
mere siine men la.Dakha.Daatii hai
ye teraa tan badan kaisii hai ye thakan(?? 'thakan' can't be right ??)
tha.nDak hai jisame tuu vo aag hai
balakhaatii hai jo tuu, laharaatii hai jo tuu
lagataa hai ye badan ek raag hai
vo chalii havaa ke nashaa ghulaa
hai samaa bhii jaise dhuaa.N dhuaa.N
teraa ruup hai ke ye dhuup hai
khule baal hai.n ke hai.n badaliyaa.N
tuu jo paas hai mujhe pyaas hai
tere jism kaa ehasaas hai
tuu jo paas hai mujhe pyaas hai
tere jism kaa ehasaas hai
tuu jo paas hai mujhe pyaas hai
dhiimii dhiimii bhiinii bhiinii
khushabuu hai teraa badan
sulage mahake pighale dahake
kyuu.N na bahake meraa man
sulage mahake pighale dahake
kyuu.N na bahake meraa man
hmm.. hmmm... hmmm...
(whistling)
Comments/Credits:
% Transliterator: Hrishi Dixit % Date: Feb 01, 2000 % Comments: Geetanjali series