dekho jii bahaar aayi, baaGo.n me.n khilii.n kaliyaa.N
- Movie: Azad
- Singer(s): Lata Mangeshkar
- Music Director: C Ramchandra
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actors/Actresses:
- Year/Decade: 1955, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
(dekhojI bahaar aaii, baaGo.n me.n khilii kaliyaa.n ) -2
aanaa hai to aajaao, suunii hai.n merI galiyaa.n
dekho jii bahaar aaii, baaGo.n me.n khilii kaliyaa.n
duniyA se jo Darate ho
khvaabo.n me.n chale aao - 2
do bol muhabbat ke
tanahaaI me.n kah jaao - 2
aajaao manaa le.nge, sapano.n me.n ra.ng-raliyaa.n
aanaa hai to aajaao, suunii hai merI galiyaa.n
dekho jii bahaar aaii, baaGo.n me.n khilii kaliyaa.n
ham dil se tumhaare hai.n
ye kah bhI nahii.n sakate - 2
aur tum se judaa ho kar
ham rah bhI nahii.n sakate - 2
tum bin aashaao.n kii, kaise khilii kaliyaa.n
aana hai.n to aajaao, suunii hai.n merI galiyaa.n
dekho jii bahaar aaii, baaGo.n me.n khilii kaliyaa.n
Comments/Credits:
% Contributor: rameshh@acad1.tp.ac.sg (Ramesh Hariharan) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)