Browse songs by

dekhanaa mere sar se ... chup chup ke

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

so: dekhanaa mere sar se aasamaa.N u.D gayaa hai -2
dekhanaa aasamaa.N ke sire khul gae hai.n zamii.n se -2
( chup-chup ke chhup-chhup ke chorii se chorii
chup-chup ke chhup-chhup ke re ) -3

ma: dekhanaa kyaa huaa hai ye zamii.n bah rahii hai
dekhanaa paaniyo.n me.n zamii.n ghul rahii hai kahii.n se
so: dekhanaa aasamaa.N ke sire khul gae hai.n zamii.n se
ma: ( chup-chup ke chhup-chhup ke chorii se chorii
chup-chup ke chhup-chhup ke re ) -2 ||sthaayii||

so: hosh me.n mai.n nahii.n ye gashii bhii nahii.n
is sadii me.n kabhii ye huaa hii nahii.n
ma: jism ghulane lagaa ruuh galane lagii
paa.Nv rukane lage raah chalane lagii
so: aasamaa.N baadalo.n par karawaTe.n le rahaa hai
dekhanaa aasamaa.N hii barasane lage na zamii.n pe
ma: ye zamii.n paaniyo.n kii Dubakiyaa.N le rahii hai.n
dekhana uThake pairo.n pe chalane lage na kahii.n pe ||1||
( chup-chup ke chhup-chhup ke chorii se chorii
chup-chup ke chhup-chhup ke re ) -2

so: tum kaho to ruke.n tum kaho to chale.n
ye junuu.N hai agar to junuu.N soch le.n
ma: tum kaho to ruke.n tum kaho to chale.n
mujhako pahachaanatii hai.n kahaa.N ma.nzile.n

so: dekhanaa mere sar se aasamaa.N u.D gayaa hai
dekhanaa aasamaa.N ke sire khul gae hai.n zamii.n se
ma: dekhanaa kyaa huaa hai ye zamii.n bah rahii hai
dekhanaa paaniyo.n me.n zamii.n ghul rahii hai kahii.n se ||2||
do: ( chup-chup ke chhup-chhup ke chorii se chorii
chup-chup ke chhup-chhup ke re ) -2
( chup-chup ke
chorii se chorii
chup-chup
ke re ) -2
ba.nTii kii babalii aur babalii kaa ba.nTii
ba.nTii kii babalii huii
so: ba.nTii kii babalii aur babalii kaa ba.nTii
ma: ba.nTii kii babalii
so: huii

Comments/Credits:

			 % Contributor: Vinay P Jain
% Transliterator: Vinay P Jain
% Date: 26 Apr 2005
% Series: Angoor Ka Daana
% generated using www.giitaayan.com
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image