Browse songs by

chupachaap so rahe hai.n ... tujhe kho diyaa hamane

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

% this sher was not in the song version I have.
% I found this sher prefixed to this song in a book

ra : chupachaap so rahe hai.n vo aanabaan vaale
aaKir gire zamii.n par uu.Nchii u.Daan vaale

la : tujhe kho diyaa hamane paane ke baad
ho
tujhe kho diyaa hamane paane ke baad
terii yaad aa_ii
terii yaad aa_ii tere jaane ke baad
terii yaad aa_ii
tujhe kho diyaa hamane

milaa thaa naa jab tak judaa_ii kaa Gam mohabbat kaa matalab na samajhe the ham
ta.Dapane lage tiir khaane ke baad
ta.Dapane lage
ta.Dapane lage tiir khaane ke baad
terii yaad aa_ii
terii yaad aa_ii tere jaane ke baad
terii yaad aa_ii
tujhe kho diyaa hamane

nigaaho.n me.n ab tuu samaane lagaa
teraaaa naam ho.nTho.n pe aane lagaa
huye ham tere ek zamaane ke baad
huye ham tere
huye ham tere ek zamaane ke baad
terii yaad aa_ii
terii yaad aa_ii tere jaane ke baad
terii yaad aa_ii
tujhe kho diyaa hamane

mohabbat milii aur tuu kho gayaa
tuu kho gayaa
o
badalate hii qismat ye kyaa ho gayaa
kyaa ho gayaa
Kushii chhin ga_ii dil lagaane ke baad
Kushii chhin ga_ii
Kushii chhin ga_ii dil lagaane ke baad
terii yaad aa_ii
terii yaad aa_ii tere jaane ke baad
terii yaad aa_ii

Comments/Credits:

			 % Comments: First colored film in Hindi, First film of Nadira
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image