Browse songs by

chunarii sambhaal gorii, u.Dii chalii jaae re

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

ma: chunarii sambhaal gorii, u.Dii chalii jaae re
maar na de Da.nk kahii.n, nazar koii haay
dekh dekh pag na phisal jaae re
saaraa raaraa raaraa raah ha aah (???)

la: phisale.n nahii.n chal ke, kabhii dukh kii Dagar pe
Thokar lage ha.Ns de.n, ham basane vaale, dil ke nagar ke
ma: are, har kadam bahak ke sambhal jaae re! (##STOP!##)
saaraa raaraa raaraa raah ha aah

ma: kiraNe.n nahii.n apanii, to hai baaho.n kaa sahaaraa
diipak nahii.n jin me.n, un galiyo.n me.n hai hamase ujaale
are, bhuul hii se chaa.Ndanii khil jaae re! (##STOP!##)
saaraa raaraa raaraa raah ha aah

la: pal chhin piyaa pal chhin, a.Nkhiyo.n kaa a.ndheraa
rainaa nahii.n apanii, par apanaa hogaa kal kaa saveraa
ma: are, rain kaun sii jo na Dhal jaae re! (##STOP!##)
saaraa raaraa raaraa raah ha aah

Comments/Credits:

			 % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Sat Jan 27 1996
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image