cholii ke piichhe kyaa hai
- Movie: Khalnaayak/ The Villain
- Singer(s): Alka Yagnik, Ila Arun
- Music Director: Laxmikant, Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actors/Actresses: Jackie Shroff, Sanjay Dutt, Madhuri Dixit, Neena Gupta
- Year/Decade: 1993, 1990s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

koras: kukuk ku kukukukukuk
i: cholii ke piichhe kyaa hai, cholii ke piichhe ? - 2
chunarii ke niiche kyaa hai, chunarii ke niiche ?
a: ho, cholii me.n dil hai meraa, chunarii me.n dil hai meraa
cholii me.n dil hai meraa, chunarii me.n dil hai meraa
ye dil me.n duu.ngii mere yaar ko, pyaar ko!
i: aah!!
ko: kukuk ku kukukukukuk
i: are, laakho.n diivaane tere, laakho.n diivaane
aashiq puraane tere, aashiq puraane
a: ho, aashiq milaa naa aisaa, ##hmmm##
merii pasa.nd jaisaa ##hmmm##
de dil shahar ye aisaa, kyaa karuu.n kyaa karuu.n
i: hay!!
ko: kukuk ku kukukukukuk
a: resham kaa laha.ngaa meraa, resham kaa laha.ngaa
laha.ngaa hai maha.ngaa meraa, laha.ngaa hai maha.ngaa
laha.ngaa uThaa ke chaluu.n, ghu.NghaT giraa ke chaluu.N
kyaa kyaa bachaa ke chaluu.N raamajii, raamajii
i: hay!!
ko: kukuk ku kukukukukuk
i: are, isako bachaa lo baabuu, is ko bachaa lo
dil me.n chhupaalo baabuu, dil me.n chhupaalo
a: ho, aashiq pa.De hai.n piichhe, {o ho!}
koii idhar ko khii.nche, ##hmmm##
koii udhar ko khii.nche, kyaa karuu.n kyaa karuu.n
i: hay!!
ko: kukuk ku kukukukukuk
a: hai! shaadii karaado merii {o ho!} shaadii karaado ##hmmm##
Dolii sajaado merii Dolii sajaa do {ah ha ah ha!}
sautan banaa naa jAye,
jogan banaa naa jaaye
jogan sahaa naa jaaye, kyaa karuu.n, kyaa karuu.n {hai chhorii}
ko: kukukukk
I: are! la.Dakii ho kaisii bolo, la.Dakii ho kaisii
la.Dakaa ho kaisaa bolo , la.Dakaa ho kaisaa
a: ho la.Dakii ho mere jaisii {ah ha!}
la.Dakaa ho tere jaisaa {vaah vaah!}
aaye mazaa phir kaisaa, pyaar kaa, pyaar kaa {vaah!!}
ko: kukukukk
a: ho ... jhumarii kaa jumaruu ban jaa, jhumarii kaa jumaruu {kich kich}
paayal kaa, ghu.Ngharuu ban jaa paayal kaa ghu.Ngaruu {kich kich}
merii salaamii kar le
merii gulaamii kar le
hogaa tU hogaa koI bAdashaah, bAdashaah {are jaan!}
ko: kukukukk
a: baalii umariyaa merii baalii umariyaa
sUnii sajariyaa merii sUnii sajariyaa
mere sapano.n ke raajaa
jal_dii se vaapas aajaa {ah!}
sotii hU.N mai.n daravaajaa khol ke, khol ke {ah!}
ko: kukukukk
a: begam bagair baadashaah kis kaam kaa
baadashaah bagair begam kis kaam kii
terii marazii tU jaane, merii marazii mai.n jaanuu.n
maine javaanii tere naam kii, naam kii {ho chorii}
i: cholii ke piichhe kyaa hai, cholii ke piichhe ?
cholii ke piichhe kyaa hai, cholii ke piichhe ?
chunarii ke niiche kyaa hai , chunarii ke niiche
a: ho, cholii me.n dil hai meraa, chunarii me.n dil hai meraa {ah ha!}
ho, cholii me.n dil hai meraa, chunarii me.n dil hai meraa {vah vah}
ye dil me.n duu.ngii mere yaar ko, pyaar ko {kurr}
ko: cholii me.n dil hai meraa, chunarii me.n dil hai meraa - 2
huu ...
cholii me.n dil hai meraa, chunarii me.n dil hai meraa
a: dil ... dil hai meraa ... - 2
Comments/Credits:
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
