chalo baa.NT lete hai.n apanii sazaae.n - - Jagjit Singh
- Movie: non-Film
- Singer(s): Jagjit Singh
- Music Director:
- Lyricist: Sardar Anjum
- Actors/Actresses:
- Year/Decade: unknown
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
chalo baa.NT lete hai.n apanii sazaae.n
naa tum yaad aao naa ham yaad aae.n
sabhii ne lagaayaa hai chehare pe cheharaa
kise yaad rakhe.n kise bhUl jaae.n
chalo ...
unhe.n kyaa khabar ho aanevaala naa aayaa
barasatii rahii.n raat bhar ye kadaae.n
chalo ...
Comments/Credits:
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)