chale ho kahaa.N karake jii bekaraar
- Movie: Bhaagam Bhaag
- Singer(s): Mohammad Rafi, Asha Bhonsle
- Music Director: O P Nayyar
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actors/Actresses: Shashikala, Kishore Kumar, Smriti Biswas
- Year/Decade: 1956, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image
% The following prelude mentioned in kosh was not in the version I have
masiihaa ban ke biimaaro.n ko
aa : chale ho kahaa.N
chale ho kahaa.N karake jii bekaraar -2
o saiyaa.N raajaa
o saiyaa.N raajaa dil me.n samaa ke
chale ho kahaa.N karake jii bekaraar
o piyaa na jaa re merii qasam -2
o mai.n to mar jaa_uu.Ngii re sanam -2
o saiyaa.N raajaa
o saiyaa.N raajaa dil me.n samaa ke
ra : bhuulane waalii, dekh liyaa teraa pyaar
o jhuuThii-jhuuThii tuu qasame.n na khaa -2
o gorii jaane de dil naa jalaa -2
nikaalaa hame.n
nikaalaa hame.n ghar me.n bulaa ke
aa : chale ho kahaa.N karake jii bekaraar -2
o aajaa tujhape luTaa duu.N ye pyaar -2
o dil kii bagiyaa nazar kii bahaar -2
o saiyaa.N raajaa
o saiyaa.N raajaa dil me.n samaa ke
ra : bhuulane waalii, dekh liyaa teraa pyaar
agar ye sach hai to raazii hai.n ham -2
tuu merii gorii mai.n teraa balam -2
nikaalaa hame.n
nikaalaa hame.n ghar me.n bulaa ke
aa : chale ho kahaa.N karake jii bekaraar -2
ra : bhuulane waalii, dekh liyaa teraa pyaar -2
Comments/Credits:
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com