bulabul aa tuu bhii gaa
- Movie: Shahenshah Babar
- Singer(s): Chorus, Khursheed
- Music Director: Khemchand Prakash
- Lyricist: Munshi Aziz, Pt Indra, Munshi Sham
- Actors/Actresses: Khursheed
- Year/Decade: 1944, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
bul_bul aa tuu bhii gaa
pyaar ke gaane mai.n gaa_uu.N
tuu bhii gaa
saaz bharaa hai gale me.n tere
soz bharaa hai dil me.n mere
gaa gaa ke tuu jii bahalaaye
mai.n kyaa karuu.N, tuu bataa
tuu bataa, bul_bul aa, aa~
pyaar ke gaane mai.n gaauu.N
tuu bhii gaa-
jab pyaar dil me.n aataa
to qaraar dil se jaataa
sharamaanaa,
jhunjhalaanaa,
ghabaraanaa,
ek raaz ke lakh bahaane
phir bhii naa rahe chhupaa
naa chhupaa, bul_bul aa, aa~
pyaar ke gaane mai.n gaauu.N
tuu bhii gaa