bolo sanam ab kyaa hai iraadaa
- Movie: Daulat Ki Jung
- Singer(s): Anuradha Paudwal
- Music Director: Anand, Milind
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actors/Actresses: Kiran Kumar, Aamir Khan, Paresh, Kader, Juhi Chawla, Shafi, Dalip Tahil, Tiku Talsaniya
- Year/Decade: 1991, 1990s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
bolo sanam ab kyaa hai iraadaa socho zaraa kyaa kiyaa thaa vaadaa
vaadaa thaa jiine kaa vaadaa thaa marane kaa had se guzarane kaa
to kuchh ho jaane do qayaamat aane do
bolo sanam ab ...
chal kahii.n chal de.n laa apanii baaho.n ko na rok sake ko_ii is dil kii raaho.n ko
aise mujhako dekho mere pyaare kaliyaa.n kaliyaa.n laa mere pyaare
dil de ke jiinaa hai dil de ke maranaa hai to kuchh ho jaane do
bolo sanam ab ...