bhaTake pa.nchhii bhuul naa jaanaa
- Movie: Main Prem Ki Diwani Hoon
- Singer(s): Chitra
- Music Director: Anu Malik
- Lyricist: Traditional
- Actors/Actresses: Hritik Roshan, Kareena Kapoor, Abhishek Bachchan
- Year/Decade: 2003, 2000s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
ko : aa
tum tum tum aa -4
chi : bhaTake pa.nchhii
bhaTake pa.nchhii bhuul naa jaanaa
ye jag teraa nahii.n Thikaanaa -3
naa naa naa
bhaTake pa.nchhii bhuul naa jaanaa
ye jag teraa nahii.n Thikaanaa
bhuul se tuu yahaa.N pe aayaa
tere liye ye des paraayaa
ko : raa raa raa raa raa raa gaa maa dhaa ni saa
chi : bhuul se tuu yahaa.N pe aayaa
tere liye ye des paraayaa
ek din vaapas pa.Degaa jaanaa
jaanaa jaanaa jaanaa jaanaa jaanaa
bhuul se tuu yahaa.N pe aayaa
ek din vaapas pa.Degaa jaanaa
ye jag teraa nahii.n Thikaanaa
naa naa naa
bhaTake ho o bhaTake o bhaTake pa.nchhii
bhaTake pa.nchhii bhuul naa jaanaa
ye jag teraa nahii.n Thikaanaa
Comments/Credits:
% Producer: Rajshri Productions (P) Ltd., Kamal Kumar Barjatya, RajKumar Barjatya, Ajit Kumar Barjatya % Director: Sooraj R Barjatya % Audio: Saregama India Ltd. % Cassette: NHF 810565 Digital, Cost: Rs 55/-, CD: CDF 112054 DDD, Cost: Rs 150/-