bha.Nvaraa ba.Daa naadaan haay
- Movie: Sahib Bibi Aur Ghulam
- Singer(s): Asha Bhonsle
- Music Director: Hemant Kumar
- Lyricist: Shakeel Badayuni
- Actors/Actresses: Guru Dutt, Waheeda Rehman, Meena Kumari, Rehman
- Year/Decade: 1962, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
bha.Nvaraa ba.Daa naadaan haay
bagiyan kaa mehamaan haay
phir bhii jaane na jaane na jaane na
kaliyan kii musakaan haay
bha.Nvaraa ba.Daa naadaan ...
kabhii u.D jaaye kabhii ma.nDaraaye
bhed jiyaa ke khole na
saamane aaye nain milaaye
mukh dekhe kuchh bole na, vo mukh dekhe kuchh bole na
bha.Nvaraa ba.Daa naadaan haay ...
akhiyo.n me.n rajake chale bach bachake
jaise ho koii begaanaa
rahe sa.Ng dil ke mile nahii.n milake
banake rahe vo anjaanaa, ho banake rahe vo anjaanaa
bha.Nvaraa ba.Daa naadaan haay ...
koii jab roke koii jab Toke
gun gun karataa bhaage re
na kuchh puuchhe na kuchh buujhe
kaisaa anaa.Dii laage re, vo kaisaa anaa.Dii laage re
bha.Nvaraa ba.Daa ...
Comments/Credits:
% Transliterator: Vandana Venkatesan% Editor: Rajiv Shridhar % Date: 11/02/1996 % Comments: Guru Dutt Films Pvt. Ltd.