bane chaahe dushman zamaanaa hamaaraa
- Movie: Dostana
- Singer(s): Mohammad Rafi, Kishore Kumar
- Music Director: Laxmikant, Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actors/Actresses: Shatrughan Sinha, Amitabh Bachchan, Zeenat Aman
- Year/Decade: 1980, 1980s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
ra: bane chaahe dushman zamaanaa hamaaraa
salaamat rahe dostaanaa hamaaraa
ki: bane chaahe ...
r: vo Kvaabo.n ke din vo kitaabo.n ke din
savaalo.n kii raate.n javaabo.n ke din
ka_ii saal hamane guzaare yahaa.N
yahii.n saath khele hue ham javaa.n
hue ham javaa.n
thaa bachapan ba.Daa aashikaanaa hamaaraa
salaamat rahe dostaanaa hamaaraa
ki: bane chaahe ...
ki: naa bichha.De.nge mar ke bhii ham dosto.n
hame.n dostii kii qasam dosto
pataa ko_ii puuchhe to kahate hai.n ham
ke ek duuje ke dil me rahate hai.n ham
rahate hai.n ham
nahii.n aur ko_ii Thikaanaa hamaaraa
salaamat rahe dostaanaa hamaaraa
r: bane chaahe ...
Comments/Credits:
% Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Rajan Purshottam Parrikar (parrikar@spot.Colorado.EDU) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)