Browse songs by

bachapan kaa yaad aayaa guzaraa hu_aa zamaanaa

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

haa
bachapan kaa yaad aayaa -2
guzaraa hu_aa zamaanaa haa -2
gaaTe the jab ki mil kar haa.N
gaaTe the jab ki mil kar
sukh chain kaa taraana haa.N
sukh chain kaa taraana

jiivan kaa hai tuu saathii -2
hai dhany bhaag meraa -2
aa
hai dhany bhaag meraa
ab ek baar mohan haa haa
ab ek baar mohan
mohan mohan mohan
ab ek baar mohan
muralii zaraa bajaanaa haa -2
muralii zaraa bajaanaa
bajaanaa bajaanaa bajaanaa
muralii zaraa bajaanaa

gopo.n kaa hai tuu pyaaraa -2
haa
gopo.n kaa hai tuu pyaaraa -2
godhan kaa hai sahaaraa haa haa
godhan kaa hai sahaaraa aa
godhan kaa hai sahaaraa
nutan sii ek jotii -2
mere liye jagaanaa haa -2
mere liye jagaanaa

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image