baan naino.n ke taak taak kaahe mohe maare - - Kanan Devi
- Movie: non-Film
- Singer(s): Kanan Devi
- Music Director:
- Lyricist:
- Actors/Actresses:
- Year/Decade: unknown
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
( baan naino.n ke taak taak kaahe mohe maare
huu_aa more karejawaa me.n ghaav ) -2
huu_aa more karejawaa me.n ghaav -4
baan naino.n ke taak taak kaahe mohe maare
huu_aa more karejawaa me.n ghaav
chitavan ke Ka.nzar hai.n abaruu kii teGe.n -2
dil ko hai sabase lagaav
o dil ko hai sabase lagaav
chitavan ke Ka.nzar hai.n abaruu kii teGe.n
dil ko hai sabase lagaav
o dil ko hai sabase lagaav
baan naino.n ke taak taak kaahe mohe maare
huu_aa more karejawaa me.n
kaahe tarapaa_o piyaa na sataa_o -2
mai.n huu.N premii dukhiyaarii sitam karuu.N mai.n vaarii
premii dukhiyaarii sitam karuu.N mai.n vaarii
piiyaa dharakanu hai chhatiyaa mai.n kaase kahuu.N -2
piyaa tor ko nahii.n tarapaa paa_o
huu_aa more karejawaa me.n ghaav
( baan naino.n ke taak taak kaahe mohe maare
huu_aa more karejawaa me.n ghaav ) -2