baajare ke khet me.n ... mu_aa kaalaa kauvaa aayaa
- Movie: Benaam
- Singer(s): Chorus, Jaspindar Narula
- Music Director: Bappi Lahiri
- Lyricist: Anwar Sagar
- Actors/Actresses: Mithun, Aditya Pancholi, Payal Malhotra
- Year/Decade: 1999, 1990s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
ha_iiyaa ha_iiyaa ho ho ho o
baajare ke khet me.n kaalaa kauvaa aayaa
cho.nch maar ke baalii to.Dii kaa.nv kaa.nv chillaayaa
mu_aa kaalaa kauvaa aayaa
din me.n bairii khet me.n aa_e raat ko chhat pe bole
dekhake meraa ruup suhaanaa pa.nkh uThaa ke Dole
laakh u.Daayaa maine lekin ye nahii.n u.D paayaa
mu_aa kaalaa kauvaa aayaa ...
kal kii baat sunaa_uu.n bairii subah se piichhe lagaa
ho mauqaa paakar ye baalo.n kaa gajaraa le kar bhaagaa
o_e ho_e
o yuu.n lagataa hai prem nagar se ye kauvaa hai aayaa
mu_aa kaalaa kauvaa aayaa ...