are bha_ii shriimaan jii ... kaho meharabaan jii
- Movie: Shrimanji
- Singer(s): Mahendra Kapoor, Kishore Kumar
- Music Director: O P Nayyar
- Lyricist: Ajiz Kashmiri
- Actors/Actresses: Jivan, Kishore Kumar, I S Johar, Shahida, Asit Sen
- Year/Decade: 1968, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
ki : bam bam ma kuu kuu kuu -3
are bha_ii shriimaan jii
ma : Duu ra ra ra haa kaho meharabaan jii
ki : are bha_ii shriimaan jii
ma : hoy ho kaho meharabaan jii
do : ho ga_e ham hairaan ye kaise hai.n i.nsaan
mar jaate hai.n karate-karate jiine kaa saamaan
ki : are bha_ii shriimaan jii
ma : qadam-qadam par na_e tamaashe log yahaa.N dikhalaate hai.n
are pahalavaan jii
ki : are bhuukhe insaano.n ke saamane kutte biskuT khaate hai.n
are shriimaan jii
do : ho ga_e
ki : he he
do : ho ga_e ham hairaan ...
ki : are bha_ii shriimaan jii
ma : tilak lagaa kar phire.n luTere kaun inhe.n pahachaanegaa
are meharabaan jii
ki : are aaj merii jaa.N luTane vaalaa guru inhii.n ko maanegaa
are shriimaan jii
ho ga_e ham hairaan
ma : ye kaise hai.n i.nsaan
do : mar jaate hai.n ...
ki : are bha_ii shriimaan jii
ma : hurr re re haa kaho meharabaan jii
do : ho ga_e ham hairaan ...
ki : are bha_ii shriimaan jii