ajab hai daastaa.N terii ai zi.ndagii
- Movie: Shararat
- Singer(s): Mohammad Rafi
- Music Director: Shankar, Jaikishan
- Lyricist: Hasrat Jaipuri
- Actors/Actresses: Kumkum, Meena Kumari, Raj Kumar, Kishore Kumar
- Year/Decade: 1959, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image
( ajab hai daastaa.N terii ai zi.ndagii ) 2
kabhii ha.Nsaa diyaa rulaa diyaa kabhii
ajab hai daastaa.N terii ai zi.ndagii
tum aa_ii maa.N kii mamataa liye to muskuraaye ham
( ke jaise phir se apane bachapan me.n lauTa aaye ham ) 2
( tumhaare pyaar ke ) 2
isii (????) aa.Nchal tale
( phir se diipak jale ) 2 (????)
Dhalaa a.ndheraa jagii roshanii (????)
ajab hai daastaa.N ...
magar ba.Daa hai sa.ngadil hai ye maalik teraa jahaa.N
( yahaa.N maa.N beTo pe bhii log uThaate hai u.ngaliyaa.N ) 2
( kalii ye pyaar kii ) 2
jhulas ke raha ga_ii (????)
( har taraf aag thii ) 2 (????)
ha.Nsaane aa_ii thii rulaakar chalii
ajab hai daastaa.N ...
Comments/Credits:
% Transliterator: Surma Bhopali % Date: 7 Sep 2003 % Series: GEETanjali % generated using giitaayan