aise rasiyaa kaa kyaa aitabaar jhuuThaa pyaar
- Movie: Dholak
- Singer(s): Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
- Music Director: Shyamsunder
- Lyricist: Aziz Kashmiri
- Actors/Actresses: Ajit, Manmohan Krishan, Yashodhara Katju, Satish Batra, Meena Shori
- Year/Decade: 1951, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

la: ( aise rasiyaa kaa
aise balamaa kaa kyaa aitabaar
aitabaar jhuuThaa pyaar ) -2
jaake man me.n basaa duniyaa sautan kaa pyaar -2
sautan kaa pyaar
aise rasiyaa kaa
aise balamaa kaa kyaa aitabaar
aitabaar jhuuThaa pyaar
ra: ( aisii gorii kaa
aisii chhorii kaa kyaa aitabaar
aitabaar kaisaa pyaar ) -2
jaake dil me.n basaa raamaa Gairo.n kaa pyaar -2
sautan kaa pyaar
aisii gorii kaa
aisii chhorii kaa kyaa aitabaar
aitabaar kaisaa pyaar
la: jhuuThaa pyaar
hamase to jhuuThii mohabbat jataaye -2
Gairo.n se chhup chhup ke nainaa milaaye -2
kaahe rah rah ke dekhaa hai Kaab
aitabaar jhuuThaa pyaar
aise rasiyaa kaa
aise balamaa kaa kyaa aitabaar
aitabaar jhuuThaa pyaar
ra: kaisaa pyaar
hamase to bole tumhaarii huu.N raajaa
ajii hamase to bole tumhaarii huu.N raajaa
auro.n se bole nigaaho.n me.n aa jaa
aa.Nkhe.n Gairo.n se karatii hai chaar
aitabaar kaisaa pyaar
aisii gorii kaa
aisii chhorii kaa kyaa aitabaar
aitabaar kaisaa pyaar
la: jhuuThaa pyaar
jaa_o jii jhuuThe bahaane na maaro -2
naino.n ke tirachhe nishaane na maaro -2
zulmii chhiine na dil kaa karaar
aitabaar jhuuThaa pyaar
jaake man me.n basaa duniyaa sautan kaa pyaar
ra: jaake dil me.n basaa raamaa Gairo.n kaa pyaar
la: sautan kaa pyaar
aise rasiyaa kaa
ra: aisii gorii kaa
la: aise balamaa kaa
ra: aisii chhorii kaa
do: kyaa aitabaar
la: aitabaar jhuuThaa pyaar
ra: aitabaar kaisaa pyaar
