ai dard\-e\-mohabbat aa tujhako siine se lagaa ke
- Movie: Hangaamaa
- Singer(s): Lata Mangeshkar
- Music Director: C Ramchandra
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actors/Actresses: Nutan, Nasir, K N Singh
- Year/Decade: 1952, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
ai dard-e-mohabbat aa tujhako
siine se lagaa ke pyaar karuu.N
pyaar karuu.N
saajan kii nishaanii hai tujhako
duniyaa se chhupaa ke pyaar karuu.N
pyaar karuu.N
ai dard-e-mohabbat
milane kaa samaa.N is dil me.n thaa -2
duniyaa se naa Dar ma.nzuur na thaa -2
duniyaa ko Kabar kyaa mai.n tumase
sab kuchh bhii luTaa ke pyaar karuu.N
pyaar karuu.N
ai dard-e-mohabbat aa tujhako
siine se lagaa ke pyaar karuu.N
pyaar karuu.N
ai dard-e-mohabbat
ye raat ye ThaNDii mast hawaa -2
us par ye sitam mai.n tumase judaa -2
qisamat me.n likhaa hai mai.n tumase
aa.Nsuu hii bahaa ke pyaar karuu.N
pyaar karuu.N
ai dard-e-mohabbat aa tujhako
siine se lagaa ke pyaar karuu.N
pyaar karuu.N
ai dard-e-mohabbat
Comments/Credits:
% song courtesy: http://homepage.mac.com/tarana/cr/ % song contact: tarana at mac.com