ai bhuulane waale tujhe ye kaun bataaye
- Movie: Singaar
- Singer(s): Suraiyya
- Music Director: Khurshid Anwar
- Lyricist: Nakshab
- Actors/Actresses: Madan Puri, Suraiyya, Madhubala, K N Singh, Durga Khote, Jairaj
- Year/Decade: 1949, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
( ai bhuulane waale tujhe ye kaun bataaye
baiThii huu.N terii yaad ko siine se lagaaye
ai bhuulane waale ) -2
( is Dar ki ho jaaye na badanaam mohabbat
badanaam mohabbat ) -2
fariyaad na kii aa.Nkh se aa.Nsuu na bahaaye
baiThii huu.N terii yaad ko siine se lagaaye
ai bhuulane waale
( kis tarah kahuu.N kuchh mujhe kahane nahii.n dete
kahane nahii.n dete ) -2
zaalim tere baaje jo mere kaam na aaye
baiThii huu.N terii yaad ko siine se lagaaye
ai bhuulane waale