achchhaa jii mai.n haarii, chalo maan jaao naa
- Movie: Kaala Paani
- Singer(s): Mohammad Rafi, Asha Bhonsle
- Music Director: S D Burman
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actors/Actresses: Madhubala, Dev
- Year/Decade: 1958, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
aashaa: achchhaa jii mai.n haarii, chalo maan jaao naa
rafii: dekhii sabakii yaarii, meraa dil jalaao naa
%aashaa: achcha jii main haari
% chalo maan jao naaaa
%rafii: dekhi sabki yaari
% mera dil jalao naaa
aashaa: (chhoTe se qusuur pe, aise ho khafaa
rafii: ruuThe to huzuur the, merii kyaa khataa ) - 2
aashaa: dekho dil naa to.Do
rafii: chho.Do haath chho.Do
aashaa: dekho dil na to.Do
rafii: are! chho.Do haath chho.Do
aashaa: chho.D diyaa to haath maloge samajhe?
rafii: ajii samajhe!
%aashaa: achcha jii main haari
% chalo maan jao naaaa
%rafii: dekhi sabki yaari
% mera dil jalao naaa
aashaa: (jiivan ke ye raaste, lambe hai.n sanam
rafii: kaaTe.nge ye zi.ndagii, Thokar khaake ham ) - 2
aashaa: oy! zaalim saath dele
rafii: achchhe ham akele
aashaa: zaalim saath dele
rafii: are achchhe ham akele
aashaa: chaar kadam bhii chal na sakoge samajhe?
rafii: haa.N samajhe!
%aashaa: achcha jii main haari
% chalo maan jao naaaa
%rafii: dekhi sabki yaari
% mera dil jalao naaa
aashaa: (jaao rah sakoge naa tum bhii chain se
rafii: tum to khair luuTanaa jiineke maze ) - 2
aashaa: kyaa karanaa hai jiike
rafii: ho rahanaa kisii ke
aashaa: kyaa karanaa hai jiike
rafii: are, ho rahanaa kisii ke
aashaa: ham naa rahe to yaad karoge, samajhe?
rafii: samajhe!
aashaa: achchhaa jii mai.n haarii, chalo maan jaao naa
rafii: dekhii sabakii yaarii, meraa dil jalaao naa
Comments/Credits:
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)