aapan jiiwan darapan nyaaraa
- Movie: Doctor
- Singer(s): Ila Ghosh
- Music Director: Pankaj Mullick
- Lyricist:
- Actors/Actresses: Pankaj Mullick, Ahinda Choudhary, Amar Mallick, Jyoti Prakash
- Year/Decade: 1941, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
aapan jiiwan darapan nyaaraa -2
isame.n samaayaa ruup tihaaraa
aapan jiiwan darapan nyaaraa
aapan jiiwan
jag kii sewaa jiiwan-rakashaa
( jag kii sewaa jiiwan-rakashaa
karmaa tumhaare dharm hamaaraa ) -2
rogii man ko tumharii aashaa
jiiwan-jal kaa tumahii se dhaaraa
man me.n samaayaa ruup tihaaraa
aapan jiiwan darapan nyaaraa
andhii aa.Nkh ko tumhaaraa darasan
dukh-badarii me.n chamakataa taaraa
aa haa
bhakt ko bhii apanaa saa banaa do -2
haath ho.n mere kaam tumahaaraa
man me.n samaayaa ruup tihaaraa
aapan jiiwan darapan nyaaraa -2
Comments/Credits:
% Date: May 28, 1998 % Transliterator: BOL ANAMOL #11992 [V S Rawat] % Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)