Browse songs by

aane waalaa pal wo aa rahaa hai

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

( aane waalaa pal wo aa rahaa hai
jaane waalaa pal ye jaa rahaa hai ) -2

na_ii ma.nzilo.n ko hai teraa i.ntazaar
laa laa laa laa laa laa -4

aane waalaa pal wo aa rahaa hai

( maanaa abhii hai.n raaho.n me.n
ma.nzil hai lekin niGaaho.n me.n ) -2
kal ke sapane hai.n aa.Nkho.n me.n
phuul mahakate hai.n saa.Nso.n me.n
kahataa hai dil kahataa hai baar-baar
kahataa hai ek din to aa_egii bahaar
laa laa laa laa laa laa -4

apanaa iraadaa to achchhaa hai
naa jaane rab ne kyaa sochaa hai
diiwaane hai.n ham diiwaane hai.n
mastii ke lab pe taraane hai.n
dil jo kahegaa kar jaa_e.nge
taaro.n ko ham to.D laa_e.nge
kahataa hai dil kahataa hai baar-baar
kyaa beqaraarii se lenaa mere yaar
laa laa laa laa laa laa -8

( aane waalaa pal wo aa rahaa hai
jaane waalaa pal ye jaa rahaa hai ) -2

na_ii ma.nzilo.n ko hai teraa i.ntazaar
laa laa laa laa laa laa -6

% Part 2

apanaa iraadaa to achchhaa hai
naa jaane rab ne kyaa sochaa hai
diiwaane hai.n ham diiwaane hai.n
mastii ke lab pe taraane hai.n
dil jo kahegaa kar jaa_e.nge
taaro.n ko ham to.D laa_e.nge
kahataa hai dil kahataa hai baar-baar
kyaa beqaraarii se lenaa mere yaar
laa laa laa laa laa laa -8

( aane waalaa pal wo aa rahaa hai
jaane waalaa pal ye jaa rahaa hai ) -2

na_ii ma.nzilo.n ko hai teraa i.ntazaar
laa laa laa laa laa laa -6

Comments/Credits:

			 % Producer: White Feather Films Pvt Ltd, Sanjay Gupta
% Director: Hriday Shetty
% Audio: Super Cassettes Industries Ltd, T Series, www.t-series.com
% Cassette: SHFC 1/3430 Gold Stereo, Cost: Rs 55/-
% website: www.planthefilm.com
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image