Browse songs by

aane se usake aae bahaar

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

aane se usake aaye bahaar, jaane se usake jaaye bahaar
ba.Dii mastaanii hai merii mahabuubaa
merii zindagaanii hai merii mahabuubaa...

gunagunaae aise jaise bajate ho.n ghu.ngharuu kahii.n pe
aake parvato.n se, jaise girataa ho jharanaa zamii.n pe
jharano kii mauj hai vo, maujo.n kI ravaanii hai merii mahabuubaa

is ghaTaa ko mai.n to usakii aa.Nkho.n kaa kaajal kahuu.Ngaa
is havaa ko mai.n to usakaa laharaataa aa.Nchal kahuu.Ngaa
huuro.n kii malikaa hai pariyo.n kii raanii hai merii mahabuubaa

biit jaate hai.n din, kaT jaatii hai aa.Nkho.n me.n raate.n
ham naa jaane kyaa kyaa karate rahate hai.n aapas me.n baate.n
mai.n tho.Daa diivaanaa, tho.Dii sii diivaanii hai merii mahabuubaa

ban sa.nvar ke nikale aae saavan kaa jab jab mahiinaa
har koii ye samajhe hogii vo koii cha.nchal hasiinaa
puuchho to kaun hai vo, rut ye suhaanii hai, merii mahabuubaa

Comments/Credits:

			 % Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
%          Manoj Chauhan  (mchauhan@boi.hp.com)
%          Vandana Sharma (uusharma@uxa.ecn.bgu.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image