aajaa merii jaan kahaa thaa tuune sanam
- Movie: Aajaa Meri Jaan
- Singer(s): Anuradha Paudwal, S P Balasubramaniam
- Music Director: R D Burman
- Lyricist: Sameer
- Actors/Actresses: Pran, Prem Chopra, Krishna Kumar, Tanya Singh, Shammi Kapoor
- Year/Decade: 1993, 1990s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

he aajaa merii jaan
kahaa thaa tuune sanam judaa na ho.nge
dil naa maane jaane tuu kahaa.n
aajaa merii jaan ...
aa_ii aa_ii aa_ii aa_ii
baaho.n me.n terii zi.ndagii merii o mere saathii
chho.D ke tujhe jaa_uu.ngii kahaa.n
tuu hai jahaa.n mai.n huu.N vahii.n
aajaa merii jaan ...
aajaa aajaa merii jaan na kar aise sitam
kasam terii kasam dil na maane
jaane tuu hai kahaa.n baaho.n me.n
he aajaa merii jaan ...
