aaj duniyaa ba.Dii suhaanii hai
- Movie: Nartaki
- Singer(s): Asha Bhonsle
- Music Director: Ravi
- Lyricist: Shakeel Badayuni
- Actors/Actresses: Nanda, Sunil Dutt, Om Prakash
- Year/Decade: 1963, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
aaj duniyaa ba.Dii suhaanii hai -2
kaisii ra.ngiin zindagaanii hai -2
aaj duniyaa ba.Dii ...
jaane kyuu.N aaj dil me.n rah-rah kar miiThe-miiThe Kyaal aate hai.n
jaane kyuu.N aaj mere ho.nTho.n par kuchh adhuure savaal aate hai.n
ye haqiiqat hai yaa kahaanii hai -2
aaj duniyaa ba.Dii ...
yuu.N nazar aa rahaa hai jaise ko_ii aaj mere qariib aataa ho
aur dil kii hasiin raaho.n me.n zindagii ke di_e jalaataa ho
jaane kisakii ye meharabaanii hai -2
aaj duniyaa ba.Dii ...