aa jaa mere pyaar ke sahaare abhii\-abhii
- Movie: Humsaya
- Singer(s): Asha Bhonsle
- Music Director: O P Nayyar
- Lyricist: S H Bihari
- Actors/Actresses: Sharmila Tagore, Mala Sinha, Joy Mukherjee
- Year/Decade: 1968, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
( aajaa mere pyaar ke sahaare abhii-abhii
hote hai.n ye pyaar ke nazaare kabhii-kabhii ) -2
dekho dekho dekho kyaa samaa.N hai
aajaa ke abhii to dil jawaa.N hai
aajaa mere pyaar ke sahaare abhii-abhii
hote hai.n ye pyaar ke nazaare kabhii-kabhii
aajaa aajaa aajaa aajaa
( mai.n bhii zaraa jaanuu.N ke wo
kaun bewafaa hai
jisake kayaal me.n tuu
aisaa kho gayaa hai ) -2
o o o
o o o
o o o
o
dekho dekho dekho kyaa samaa.N hai
aajaa ke abhii to dil jawaa.N hai
aajaa mere pyaar ke sahaare abhii-abhii
hote hai.n ye pyaar ke nazaare kabhii-kabhii
aajaa aajaa aajaa aajaa
( jitane bhii Gam hai.n
tumhaarii zindagii me.n
chaaho to badal duu.N mai.n
pyaar kii Kushii me.n ) -2
aha ha ha
aha ha ha
o o o
o
dekho dekho dekho kyaa samaa.N hai
aajaa ke abhii to dil jawaa.N hai
aajaa mere pyaar ke sahaare abhii-abhii
hote hai.n ye pyaar ke nazaare kabhii-kabhii
dekho dekho dekho kyaa samaa.N hai
aajaa ke abhii to dil jawaa.N hai
aajaa mere pyaar ke sahaare abhii-abhii
hote hai.n ye pyaar ke nazaare kabhii-kabhii
aajaa aajaa aajaa aajaa aajaa