aa aa taiyaar ho jaa
- Movie: Asoka
- Singer(s): Chorus, Sunidhi Chauhan
- Music Director: Anu Malik
- Lyricist: Gulzar
- Actors/Actresses: Kareena Kapoor, Shah Rukh Khan, Danny, Rahul Dev, Hrishita Bhatt
- Year/Decade: 2002, 2000s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

aa aa aa aa aa
aa ai aa aa ai ai aa
are are
aa taiyaar ho jaa
aa aa taiyaar ho jaa
shaam kii kashtii me.n aa ke savaar ho jaa chalo chale.n
aa sahaaraa hogaa
kahii.n naa kahii.n to ko_ii kinaaraa hogaa chalo chale.n
ararararararara
aa aa aa aa taiyaar ho jaa ...
aa taiyaar ho jaa re
aajaa aajaa chal chale.n
tair ke yaa Duub ke chal paar jaanaa hai
shaam kii kashtii ...
shaam ku.nvaarii hogii
ho.nTh hamaare ho.nge baat tumhaarii hogii
baat to bholii hogii
miiThii bhii hogii tho.Dii shahad bhii gholii hogii
aa aa aa aa aa
shaam ku.nvaarii ...
pyaar kaa gotaa kyaa hai
Duub ke dekhaa nahii.n dekhanaa hotaa kyaa hai
hone ko honaa kyaa hai
dil me.n Tiis hogii aa.Nkh me.n paanii hogaa chalo chale.n
aa aa aa aa aa
pyaar kaa gotaa ...
