Browse songs by

ye pardaa haTaa do zaraa mukha.Daa dikhaa do

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

ra : ye pardaa haTaa do zaraa mukha.Daa dikhaa do
ham pyaar karane vaale hai.n ko_ii Gair nahii.n
are ham tum pe marane vaale hai.n ko_ii Gair nahii.n
aa : o majanuu.n ke naanaa mere piichhe na aanaa
jaa pyaar karane vaale terii Kair nahii.n
are o hamape marane vaale terii Kair nahii.n
ra : ye pardaa haTaa ...

aa : shukr karo ki pa.De nahii.n hai merii maa.N ke Da.nDe
ek haath me.n ho jaate aramaan tumhaare Tha.nDe
ra : maa.N ko bhii samajhaa do bas itanaa bataa do
ham pyaar karane ...
aa : o majanuu.n ke naanaa ...

ra : jahaa.N mile.n do javaa.N nazar hotii takaraar vahii.n hai
dil par rakh kar haath ye kah do hamase pyaar nahii.n hai
aa : dil kii baate.n dilavaale nazaro.n se hii pahachaanate
lekin kuchh aise hai.n anaa.Dii jo ye bhii nahii.n jaanate
ra : ye pahale bataate baaraat le ke aate
ham pyaar karane ...
aa : o majanuu.n ke naanaa ...

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image