Browse songs by

tuu nahii.n to zindagii mai.n aur kyaa rah jaayegaa

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

tU nahii.n to zindagii mai.n aur kyA rah jaayegaa - 3
dUr tak tanhaaiyo.n kA silasilaa rah jaayegaa ...
tU nahii.n to ...

dard kii sarii tahe.n aur saare guzare haadase - 2
sab dhuaa.N ho jaaye.nge ek vaaqiyaa rah jaayegaa ...
tU nahii.n to zindagii mai.n aur kyA rah jaayegaa ...
tU nahii.n to ...

yuu.n bhI hogaa vo mujhe dil se bhulaa degA magar (2)
ye bhI hogaa khud usii mai.n ek khalaa rah jaayegaa ...
tU nahii.n to zindagii mai.n aur kyA rah jaayegaa ...
tU nahii.n to ...

daayare inkaar ke ikaraar kii sarahoshiyaa.n ...(2)
ye agar TuuTe kabhI to faasalaa rah jaayegaa ...
tU nahii.n to zindagii mai.n aur kyA rah jaayegaa ...
tU nahii.n to ...

Comments/Credits:

			 % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image