Browse songs by

tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

ko: aa.a
ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
pyaar hotaa hai diivaanaa sanam
tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
ko: aa.a

ku: (tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
pyaar hotaa hai diivaanaa sanam) -2
ab yahaa.N se kahaa.N jaae.n ham
terii baa.Nho.n me.n mar jaae.n ham
la: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
pyaar hotaa hai diivaanaa sanam
ab yahaa.N se kahaa.N jaae.n ham
terii baa.Nho.n me.n mar jaae.n ham
ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
ko: aa.a

la: la la la
aa.Nkhe.n merii, sapane tere
dil meraa, yaade.n terii
ku: ho
meraa hai kyaa, sab kuchh teraa
jaa.N terii, saa.Nse.n terii
la: merii aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu tere aa gae
muskuraane lage saare Gam

ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
pyaar hotaa hai diivaanaa sanam
la: ab yahaa.N se kahaa.N jaae.n ham
terii baa.Nho.n me.n mar jaae.n ham
ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam

la: ye dil kahii.n, lagataa nahii.n
kyaa kahuu.N, mai.n kyaa karuu.N
ku: haa.N, tuu saamane, baiThii rahe
mai.n tujhe dekhaa karuu.N
la: tuu ne aavaaz dii dekh mai.n aa ga_ii
pyaar se hai ba.Dii kyaa qasam

ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
pyaar hotaa hai diivaanaa sanam
la: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
pyaar hotaa hai diivaanaa sanam
ku: ab yahaa.N se kahaa.N jaae.n ham
terii baa.Nho.n me.n mar jaae.n ham
ko: aa.a
la: terii baa.Nho.n me.n mar jaae.n ham
ko: aa.a

Comments/Credits:

			 % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Mon Jan 29, 1996
% Credits: Neeraj Deshmukh (deshmukh@isip01.isip.msstate.edu)
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image