Browse songs by

sapanaa meraa sach ho gayaa ... kabhii mai.n kahuu.n kabhii tum kaho

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

sapanaa meraa sach ho gayaa
kabhii mai.n kahuu.n kabhii tum kaho
ki maine tumhe.n ye dil de diyaa

kabhii mai.n sunuu.n kabhii tum suno
ki maine tumhe.n ye dil de diyaa
kabhii mai.n kahuu.n kabhii tum ...

saath saath ham aas paas yuu.n baiThe rahe.n
ek duusare se yahii kahate rahe.n
paas paas ham saath saath yuu.n baiThe rahe.n
ek duusare se yahii kahate rahe.n
kabhii mai.n kahuu.n kabhii tum ...

chalate rahe.n u.Date rahe.n ham bahate rahe.n
ek duusare se yahii kahate rahe.n
kabhii mai.n kahuu.n kabhii tum ...

dard-e-dil dard-e-jigar ham sahate rahe.n
ek duusare se yahii kahate rahe.n
kabhii mai.n kahuu.n kabhii tum ...

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image