Browse songs by

sabze kii durfishaanii phuulo.n kaa shaamiyaanaa

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

% long musical pieces for ~ 75 seconds

sabze kii durfishaanii phuulo.n kaa shaamiyaanaa
Kushabuu kii naujawaanii ra.ngii.n niGaaraKaanaa
dekhaa to gaa rahaa hai apanaa vahii taraanaa
bulabul sunaa rahaa hai gul ko rulaa rahaa hai
miiThaa saa dard banakar pahaluu me.n aa rahaa hai
rah-rah ke ko_ii dil me.n charake lagaa rahaa hai

% First side of the 78 rpm disc ends after the above 6 lines.

Tha.nDii hawaa kaa jho.nkaa jhuulaa jhulaa rahaa hai
phuulo.n ko deke lorii daulat luTaa rahaa hai
baadal machal-machal kar har ????? pe chhaa rahaa hai
lekin meraa nasiibaa mujhako rulaa rahaa hai

% After this point, the 6 lines on Side One of the 78 rpm
% disc are repeated.

Comments/Credits:

			 % Dhananjay Naniwadekar (last 3 of 6 minutes)
% Date: Dec 7, 2002
% Credits: Afzal Khan, Satish Kalra
% Comments: Shinde also composed under the pseudonym
% Hemant Kedar. This was his only song in 'Bihari'.
% Other songs in Bihari were composed by
% Naresh Bhattacharya.

% sabza = dew, durfishaanii = eloquence, (dur = pearl)
% niGaarakhaanaa - allegorical reference to this world
% 'charake lagaanaa' = zakhm denaa.

% generated using giitaayan
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image