Browse songs by

saa.Njh kii belaa pa.nchii akelaa

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

saa.Njh kii belaa
saa.Njh kii belaa pa.nchii akelaa
saa.Njh kii belaa
nainan me.n dukh rain a.ndherii
nainan me.n dukh rain a.ndherii
man me.n tuufaano.n kaa melaa
saa.Nh kii belaa
ko: saa.Njh kii belaa
saa.Nh kii belaa pa.nchhii akelaa
ko: (pa.nchhii akelaa )-2
saa.Nh kii belaa

terii bin patawaar kii na_iyaa
milaa na man kaa miit kheva_iyaa
bahataa chal jidhar le chale
bahataa chal bahataa chal
bahataa chal tuu jidhar le chale
in cha.nchal laharo.n kaa relaa
saa.Njh kii belaa ...

khel prem kaa ajab anokhaa
khel prem kaa ajab anokhaa
detaa man apane ko dhokhaa
khel prem kaa ajab anokhaa
haar jiit kyaa jaane jisane
haar jiit kyaa haar jiit
haar jiit kyaa jaane jisane
khel prem kaa kabhii na khelaa
saa.Njh kii belaa ...

Comments/Credits:

			 % Series: Anilda Series, Date = 17 dec 2003
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image